Pakistan super league ka agaaz 2016 ma hua....yeah pakistan ma cricket jese kheel ko farogh dene ka behtareeb tareeqa tha...jis ma na sirf pakistani khelari balke gheer mulki khelariyon na bhe khoob hisa liya...
takreeban tamam hi mulkon sa khelariyon na PSL ma hisa liya siwae INDIA ka....
PSl..ma pakistan ka har sube ki ek alag team ha...sindh sa KARACHI KINGS , panjab sa LAHORE QALANDER, kpk sa PESHAWAR ZALMI,, balochistan sa QUETTA GELADIATORS, jabke islamabad ki ek apni team thi.. ISLAMABAD UNITED...
Tamam teams ka malikan behtareen pakistani or gheer mulki khelariyon ka intekhaaab kiya...albata.. 2016 ka PSL ma tamam teams ki captaan pakistan khelari hi the...
2016 ma tamam teams na behtareen khel ka muzahira kiya....or islamabad united or quetta geladiators apni umdah karkardagi ka bad final ma pouchi..... chunacha .... 2016 ka PSL ka final islamabad united jeeti......
LAKIN...2017 ka PSL ka final ki ha ek or khaas baat..... IS baar PSL ka final kaheen or nai balke PAKISTAN ma khela ja raha ha.....be inteha security kadshaat ka bawajood hukumat pakistan na 100% security dene ka wada or pak fouj na bhe bahrpoor tawun kiya...lehaza 5 MARACH 2017 ko PSL ka final lahore ka qaddafi stadium ma khela gaya....
IS baar PSL 2017 ka final tak rasai.....PESHAWAR ZALMI OR ek baar phr PSL ki behtareen team QUEETA GALADIATORS ki hue ha......wazeh rahe ka security kadshaat ki waja sa queeta ma khelne wale gheer mulki khelariyon na final ma aane sa inkaar kar diya tha...jabke peshawar zalmi ki janib sa khelne wale tamam gair mulki khelari team ma shamil rahe....
IS moke par...tamam senior khelariyon or siyasi leaders ka kehna tha ka PSL ka final lahore ma hone sa pakistan ma international cricket dubara sa pakistan ma bahaal hogi...
jabke...final ka moke par qaddafi stadium ma match sa pehle ranga rang taqreeb ka ineqaad bhe kiya gaya...jis ma showbiz sa taluq rakhne bohot c eham shaksiyat na bhe shirkat ki.....
Bil akhir...... dono teams ki zabardast khel ka muzahire ka baad... PESHAWAR ZALMI FATEH raha...jabke is baar bhe qismat na quetta galadiators ka sath nai diya...
No comments:
Post a Comment