ROLE OF PAKISTANI MEDIA..
AJ kal ki dunya ma media utna hi zarori ha jitna khana or dusri zarorat ki cheezen hamare liye zarori hen..media hamari society ko banane ma ek eham kirdar aada kar raha ha. media hamare muashare ki hamari sakafat ki aakasi karta ha. yeh kehna galat na hoga ka media hamari zindagi par boht ziyada asar karta ha..media ka kam logo ko aagahi dena ha m,edia hame ghar bethe hi puri dunya ki saeer karwata ha or mukhtalif logon sa hamari mulakat karwata ha.. ab media kisi bhe cheez ki markiting ka behtareen zariya ban chuka ha... media ka zariye hi logon ko ghar bethe muktalif cheezon ka bare ma aagahi mill jati ha.. ajkal ka door ma media na in saani dimage par itna asaar kar diya ha ka un sa sochne or samajhne ki salahiyat hi cheen li ha ab jo media hame dikha raha ha ham wohi deakh rahe hen or wohi sochne par majboor hen..
jahan media na logon ko or society ko badal dala ha waheen society ko kharab karne ma bhe media ka hi sab sa bara hath ha... aj kal ki nojawan nasaal par media ka sab sa ziyada asar ha wo na sirf media par aane wali cheezon ko na sirf deakhte hen balke unha foran follow karna shuru kar dete hen.. yahan tak ka hamare bache bhe media ki personalities ko bohot ziyada follow karne ki koshish karte he ..lakin kya hamara media uski product uski personalities is qabil hen ka unha follw kiya jae..?

DARAMAS OF OUR MEDIA CHANNALS..
HAMRAE pakistani darams ajkal a c stories or aese character dikha rahe hen jo hamari society ki values ka or culture ka khilaaf ha...or jis sa hamare logon ko koi lesson bhe nai mil raha..
ADVERTISMENT IN MEDIA CHANNALS...
HAMARE pakistani add jin na ziyada tar dance dikaya ja raha ha..jo hamari values or cultures ka khilaaaf hen... dhood ho, biscuit ho, yeh koi or cheez har cheez ma dance...colour full add zaror hota ha lakin aesa koi message nai hota jis sa hamare bachon motivation mile...
iska ilawa hamare talk shows,,morning shows or baki ncheezen bhe hamari society ma positivity ka zariya bane jisko follow karne sa society ma chang ae..
MEDIA. ko chaiye ka wo apni social responsibility ko pura kare or a c product lae jo hame entertain karne ka sath sath educate bhe karen....
No comments:
Post a Comment